Sawan ki sabko badhai bhajan lyrics

Advertisements

Sawan ki sabko badhai beautiful bhajan is a reminder of the timeless love story of Radha and Krishna and is sure to resonate with anyone who appreciates devotional music and the rich cultural heritage of India.

Hindi Lyrics

सावन की सबको बधाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

सावन की सबको बधाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

झूलन को आई श्यामा, झूलन को आई
झूलन को आई श्यामा, झूलन को आई
सखियन को संग लाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

सावन की सबको बधाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

Advertisements

कृष्ण भी झूले संग में, राधा भी झूले
कृष्ण भी झूले संग में, राधा भी झूले
देख युगल छवि सावन भी झूले
देख युगल छवि सावन भी झूले
अम्बर घटा घिर आई
श्री राधा रानी झूलन को आई

सावन की सबको बधाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

अंबुवा की डाली शोभा है न्यारी
अंबुवा की डाली शोभा है न्यारी
मस्ती में गीत गाए ब्रिज की सब नारी
मस्ती में गीत गाए ब्रिज की सब नारी
नाचे के चुनरी लहराई
श्री राधा रानी झूलन को आई

सावन की सबको बधाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

धरती भी झूमे सखियां भी झूमे
धरती भी झूमे सखियां भी झूमे
हरी भरी बगिया की कलियां भी झूमे
हरी भरी बगिया की कलियां भी झूमे
पवन चले पुरवाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

सावन की सबको बधाई
श्री राधा रानी झूलन को आई

Hinglish Lyrics

Sawan ki sabko badhai
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Sawan ki sabko badhai
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Jhulan ko aayi Shyama, jhulan ko aayi
Jhulan ko aayi Shyama, jhulan ko aayi
Sakhiyan ko sang laayi
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Sawan ki sabko badhai
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Krishna bhi jhoole sang mein, Radha bhi jhoole
Krishna bhi jhoole sang mein, Radha bhi jhoole
Dekh yugal chhavi sawan bhi jhoole
Dekh yugal chhavi sawan bhi jhoole
Ambar ghata ghir aayi
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Sawan ki sabko badhai
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Ambuva ki daali shobha hai nyari
Ambuva ki daali shobha hai nyari
Masti mein geet gaaye Brij ki sab naari
Masti mein geet gaaye Brij ki sab naari
Naache ke chunri lehrayi
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Sawan ki sabko badhai
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Dharti bhi jhoome sakhiyan bhi jhoome
Dharti bhi jhoome sakhiyan bhi jhoome
Hari bhari bagiya ki kaliyan bhi jhoome
Hari bhari bagiya ki kaliyan bhi jhoome
Pawan chale purvayi
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

Sawan ki sabko badhai
Shri Radha Rani jhulan ko aayi

READ MORE BHAJAN POST – Meri vinti yahi hai radha rani bhajan lyrics

FAQs-

Is bhajan ka theme kya hai?

Is bhajan ka theme Radha aur Krishna ka divya prem hai, jo sawan ke mahine mein aur bhi khil uthta hai.

Yeh bhajan kis tyohar se sambandhit hai?

Yeh bhajan Hariyali Teej aur Jhulan Utsav se sambandhit hai, jo Sawan ke mahine mein manaye jaate hain. In tyoharon mein Radha-Krishna ko jhoole mein jhulane ki parampara hai.

Is bhajan mein kaun se mukhya vadyayantra (musical instruments) istemal kiye gaye hain?

Is bhajan mein mukhya roop se harmonium aur bansuri (flute) ka sundar prayog kiya gaya hai, jo ise ek shant aur bhakti-bhav wala anubhav dete hain.

Is bhajan ka matlab kya hai?

Is bhajan mein Sawan ke mausam ka swagat kiya jaa raha hai aur bataya jaa raha hai ki Radha Rani, Shri Krishna ke saath jhoola jhulne aayi hain. Yeh unke divya prem aur leela ka varnan karta hai.

YOUTUBE LINK- Sawan ki sabko badhai bhajan lyrics

Advertisements
Deepika Patidar
Deepika Patidar

Deepika patidar is a dedicated blogger who explores Hindu mythology through ancient texts, bringing timeless stories and spiritual wisdom to life with passion and authenticity.

Articles: 173
error: Content is protected !!