Saanwariyo hai seth Bhajan Lyrics

Advertisements

Saanwariyo hai seth bhajan Shree Krishna (Saanwariya) aur Radha Rani ke divya prem aur mahima ko varnit karta hai. Ismein unki raja-rani jaisi shaan, bhakton ke prati unka prem aur unki daya ka sundar varnan hai. Bhajan mein bataya gaya hai ki Saanwariya aur Radha ji bhakton ki har musibat door karte hain aur unki har baat bana dete hain. Bhakton ke liye bas ek hazri lagana hi kaafi hai.

Saanwariyo hai seth Bhajan Lyrics

सांवरियो है सेठ, म्हारी राधा जी सेठानी है,
यह तो जाने दुनिया सारी है।

राजाओ के राजा, महारानी की रानी,
सर मोर मुकुट साजे।
जोड़ी बड़ी प्यारी, दरबार है प्यारा,
राधा के संग साजे।
सोने पल में सेठ, सोने पल में सेठानी है,
यह तो जाने दुनिया सारी है…

सांवरिया राधा जी, भक्ता पे है राजी,
करे घणो लाड है।
भण्डार लुटावे है, हर बात बनावे है,
भक्ता रा ठाट है।
देवे छपर फाड़, नहीं इनसो कोई दानी है,
यह तो सारी दुनिया जानी है…

सुख दुःख में सांवरिया, सुख दुःख में राधा जी,
सदा तेरे साथ है।
मेरी चिंता दूर करे, मेरी विपदा दूर करे,
रख लेवे बात है।
भक्ता रोतो काम बस इक हाजरी लगानी है…

सांवरियो है सेठ, म्हारी राधा जी सेठानी है,
यह तो जाने दुनिया सारी है।

Hinglish Version-

Saanwariyo hai seth, mhaari Radha ji sethani hai,
Ye toh jaane duniya saari hai.

Rajaao ke raja, maharani ki rani,
Sar mor mukut saaje.
Jodi badi pyaari, darbaar hai pyaara,
Radha ke sang saaje.
Sone pal mein seth, sone pal mein sethani hai,
Ye toh jaane duniya saari hai…

Saanwariya Radha ji, bhakta pe hai raazi,
Kare ghaano laad hai.
Bhandaar lutave hai, har baat banave hai,
Bhakta ra thaath hai.
Deve chhapar phaad, nahi inso koi daani hai,
Ye toh saari duniya jaani hai…

Sukh dukh mein Saanwariya, sukh dukh mein Radha ji,
Sada tere saath hai.
Meri chinta door kare, meri vipda door kare,
Rakh lewe baat hai.
Bhakta roto kaam bas ik hajri lagani hai…

Advertisements

Saanwariyo hai seth, mhaari Radha ji sethani hai,
Ye toh jaane duniya saari hai.

READ MORE BHAJAN LYRICS- Pyaro Vrindavan bhajan lyrics

YOUTUBE LINK – Saanwariyo hai seth

Advertisements
Deepika Patidar
Deepika Patidar

Deepika patidar is a dedicated blogger who explores Hindu mythology through ancient texts, bringing timeless stories and spiritual wisdom to life with passion and authenticity.

Articles: 173
error: Content is protected !!