बरसाना की प्रसिद्ध लट्ठमार होली 2025   रंगों से सराबोर ब्रज की अनोखी परंपरा!

Deepika Patidar Feb 7,2025

Image credit-Pinterest

Barsana ki Holi Radha-Krishna ke prem ka utsav hai, jo saal dar saal apni anokhi parampara ke liye prasiddh hai.

Image credit-Pinterest

Barsana me Lathmar Holi 2025 me 10 March ko manayi jayegi. Is din mahilayen purushon par lath barsati hain aur pura Barsana rangon se bhar jata hai!

Image credit-Pinterest

Kaha Dekhein Best Holi?  Radha Rani Mandir Rangeeli Gali Krishna Kund

Barsana Holi Ke Pramukh Sthal

Image credit-Pinterest

– Safed ya purane kapde pehne – Apni aankhon aur chehre ko surakshit rakhein – Pani aur snacks sath le jayein

Tips For Barsana Holi Yatra

Image credit-Pinterest

Ek Baar Jaroor Dekhein Barsana ki Holi ek anokha anubhav hai jo aapke jeevan bhar ki yaadon ka hissa ban sakta hai!

Image credit-Pinterest